Post 29

Anjali came running to see her kids safely with Shruti and Abhijeet. While Daya and ACP met others, Shruti and Abhijeet took Pinky and Ajay to Anjali. Anjali hugged her children and then Shruti.

Anjali – “Thank You. Thank You very much. Agar aaj aap dono na hote toh main apne bacchoin se kabhi nahi mil pati.”
Shruti – “koi baat nahi”
Anjali – “I am sorry Abhijeet ji. Maine aapke saath bhi theek nahi kiya. Par main Ajay ko nahi khona chahti thi. Har roz lagta tha ki Rajeev jahan bhi honge, wahan se sochte honge ki CID officer ki patni hone ke baad bhi main aisa kaise kar sakti hoon?”
Abhijeet – “koi baat nahi. Aapne jo kiya, koi bhi maa karti”

Then Pratap came. ACP had asked him to drop Anjali and the kids safely to their homes and to be with them till everything ends.

Abhijeet was now really emabarassed. He thought so bad of Shruti… Shruti seemed to have read this as well…

Shruti – “Kya hua Abhijeet ji?”
Abhi – “I am sorry…maine aapse bahut kharab tareeke se baat ki”
Shruti – “kee toh..”

Abhi was amazed to listen to this…he was apologizing and she here was pulling his leg… however he had some questions unanswered and he wanted to know the answers…

Abhi – “par phir aap yahan kaise aayi?”
Shruti – “jab maine Anjali ko fax pakad ke rote hue dekha toh mera shaq yakeen mein badal gaya ki ye Anjali hain. Maine Rajeev sir ke saath inki aur Ajay ki ek tasveer dekhi thi. Isiliye toh main wohh fax lekar gayi, taki main compare kar sakun”
Abhi – “toh aapko sab pehle se pata tha?”
Shruti – “nahi…thoda time laga…aapke ghar mein raat mein cheezein hilani padi”
Abhi – “toh wohh aap hi thi?”

Shruti laughed…

Shruti – “haan par humesha nahi. Jis din aapne pakda us din nahi. Us din Anjali ko mujh par shaq ho gaya tha aur wohh mere samaan ki talaashi le rahi thi.”

Abhi was really shocked…what all was had happened right under his nose and he hadn’t noticed at all!

Shruti – “main neeche headquarters call kar rahi thi…itne mein Anjali ne mere upar gun taan lee… aadat se majboor hoon toh gun cheenkar unpar aim kiya toh unhone sab bata diya… wohh toh khud ye sab nahi karna chahti thi”
Abhi – “phir aap yahan?”
Shruti – “itne mein Viren wahan apne kuch aadmiyoin ke saath aa gaya… aur bas hume yahan le aaya… Anjali ji ne meri yahan bahut madad ki. Unhone hi mujhe kamre se bahar nikala…”

Just then ACP called out…

ACP – “chale Shruti…maine phone kar diya hai…kahin der na ho jaaye.”

Shruti turned to Abhi

Shruti – “aapki saza baad mein tay Karen?”
Abhi – “saza? Maine kya kiya?”
Shruti – “mere saath kharab vyavhar”

Saying so she laughed and then left…and told ACP “Kanya ko bhi saath le chalte hain.. shayad wahan inki zaroorat pad jaaye”

No comments:

Powered by Blogger.